Wednesday, April 29, 2009

Mere labho pe,apne labho ki baatain chhod aao

Baatain ye mohabat bali, jamane se tod aao

Ethne karib aao ki bar le baho mai

Najre bho pyar bali,jamane se mod aao

Mahndi se likhe naam ko chhupane balo

Jara ulje hua us naam ko tho jod aao