Tere sath gujare bho pyare din
kitne yaad aate hai bho pal chhin
mangna bho tumse hath hamara
mud ke chale jana bho tumhara
kahna bhi chaha par kah na paya dil
kitne yaad aate hai bho pal chhin
kadmo ko bho rok lena tera
samje hi na pyar dena tera
ada pe teri bho dil ka jana khil
kitne yaad aate hai bho pal chhin
kya sikba ham tumse kare yara
tere bin laga hi na koi pyara
jalta hai maan jane kyu til-til
kitne yaad aate hai bho pal chhin
chalte-chalte sun le hamse
kah na sake jo kabhi tumse
khabo ke ansuo ko tham le mil
kitne yaad aate hai bho pal chhin
tod de en aamabasya ki rashmo ko
chhod de laboo pe un kasmo ko
jo khak ban ke rah jayegi ek din
kitne yaad aate hai bho pal chhin
Friday, April 24, 2009
Subscribe to:
Posts (Atom)
